May 12, 2008

anonymuncule

Zindagi leke aata hai,
Kushiya leke jata hai.
Kitni kaliya khilata hai,
Sare aarman bujha jata hai.
Sato rang ke sapne dhikata hai,
phir un sapno se vishwas uth jata hai.
muskarane ki hazar vajha lata hai,
phir bevajha muskarana sikah jata hai.
--शोभना

0 comments: