Jul 4, 2008

Once aagain the same song....

Man Ke Darpan Main - Om the Fusion Band

Man ke darpan main dakhe hai kitne rang jivan ke
Man ke darpan main dakhe hai kitne rang jivan ke

saat sur milke jaise sangeet main dhale,
phool chunchun ke jaise gulshan koi khile.

Man ke darpan main dakhe hai kitne rang jivan ke

pal main badal hai, pal main kirne hai,
bhor hai, sanjh hai kabhi.
ek pal man nirash hai, aas hai kabhi.
pal main muskan, pal main hairaan,
pray hai, bair hai kabhi.
log apne hai ek pal, gair hai kabhi.
pal ye kab jane din bane, jane kaise din badle sal main
ungloin par gine agar yu to sal bhi guzra hai kai
pachi mudh ke jo dakhe ek bar aaj bhi yaad hai sabhi
yaadion ke saath khaboon ke silsile chale
beete har pal ke rang, har khab main mile.

Man ke darpan main dakhe hai kitne rang jivan ke
Man ke darpan main dakhe hai kitne rang jivan ke

din ladkhpan ke, manchale pan ke kitne masoom the sabhi
aab hai aphsos lot ke aayege nahi,
pal do pal ke hai sare ehsas, pal do pal ki hai zindagi.
rishte nate bhi khel hai pal do pal ke he.
bahti nadya ki dhar ke jaisi har kushi aani jani hai,
sase jab tak chal rahi dharkno main jab tak ravani hai.
ek roshan diye ki lo jaise zindagi ki khani hai
andhiyo main bhi zindagi ki ye lo jale
sas ki lo per umar ki gastan chale

0 comments: