Lagi aaj saawan ki, phir wo zhadi hain
Wahi aag seene mein, phir jal padi hain
Kuchh ayese hi din the, wo jab hum mile the
Chaman mein nahi, phool dil mein khile the
Wahi to hain mausam magar rut nahi wo
Mere saath barasaat bhee ro padi hai
Lagi aaj saawan ki, phir wo zhadi hain
Wahi aag seene mein, phir jal padi hain
Koi kaash dil pe, jaraa haath rakh de
Mere dil ke tukadon ko, yek saath rakh de
Magar ye hain khwaabon khayaalon ki baatien
Kabhi toot kar cheej koi judi hain
Lagi aaj saawan ki, phir wo zhadi hain
Wahi aag seene mein, phir jal padi hain
Popular Posts
Sep 7, 2005
Another song lyrics
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
1 comments:
nice song....but kinda gets depressing when you hear over and over again, dont u think so?
Post a Comment